Category
Latest
|
salam. owais bhai kese hen aap? aap please aap new album naat ki video manzar e aam pe laaen. aur han main karachi aap se milne ki koshish ki thi per aap se mil nhi paaya,busy tha..kbi chance mila to INSHAA ALLAH MILOON GA AAP SE.JAZAK ALLAH.WASSALAM
Assalam-o-alaikum...owais bhai..or bhai kya haal hai
bhai jan hum aap ko madni channel par dekhna chahte hain...owais bhai aap jald se jald madni channel main madni libbash green amame main aaiye...Allah az wazal aap ko or tarakki or madine paak ki jyada se jyada jiyarat ata farmaye...or bhai aap india mumbai kab aa rahe ho..??or bhai jan dua o main yaad rakhna ...Allahhafize....
Assalam o Alaikum! Owais bhai, Mein aap ka bohat fan hun mujhe aapki naatein buhat pasand hain, apki awaz bhi buhat achi hai, aur apki yeh website bhi buhat achi hai.aor dua kerta hoon k Allah aap ko mazeed taraqqi ata farmaay..aor Allah tala hamary owais bhai ka saya hamesha hamary sir pe qaymo daym rkhy..Ameen Suma Ameen.
fiazeRaza jaree rahay ga,Insha Allaha.
Assalamo aly kum,owais qadri bhai,Allah Taalah aap ko apnay Piyaray Habib Hazrat Muhammad Mustafa Sallalao alyhe waalye wasallam, k sadqa o jamila say apnay hifzo amaan may rakhay,aur aap isi khushu wa qhuzu say Naat Mustafa (S.A.W) suna kar Musalmanan e Ahlesunnat k logo ky dilo may shama e risalat roshan kartay jaye.Allah Rabbul izzat say dua hay k aap jaisi awaz har Aashiq e Nabi ko Ata farmaye.(Aamen),Apna bohat khayal rakhye,Ahle sunnat ki tarveej may aur ziyada hissa lijye,owais bhai aap aik School open karain jahan dunyawi taleem k sath sath deeni taleem b ho.Aap aaj jis maqaam pay hain,Ahle sunnat ko ap ki bohat zarurat hay k is tarah ka koi kaam karay.
Aslam-u-Alaikum Owais Uncle how are you??
Asalamo Elikum Hazoor web site open ker k bohat acha laga , ye aap sub jenho ne b es banany mai madad ki ALLAH AZA-WA-JAL jazaye khair atta farmaye , Per meri aap se Modbana guzarash hai mai ne barha es web se video naat play kerna chaha per vo play na ho saki .ager aap Net Speed ki baat karo tu mery pas 512MB vala connection hai aap samaj he gaye hongy mai keya kehna chah raha hoon , shaed video,s ko wait zayada hai tu guzarish hai aap esy .flv fromat mai upload ker dhain ta k website ka wait thora light ho jay. baqi aap behter janty hongy . ALLAH PAK tamaam MUSALMANO ko apni HEFZO AMAAN mai Rakhain .aor OWAIS BHAI ko hazaroo saal Zendghi atta Farmaye aor en ki Awaz mai aor b zayada sooz , ISHQ , payeda karain .Aameen . |
Latest Album
Latest Videos
|